बुधवार, 11 सितंबर 2013

38 काश मैं तेरे हसीं हाथ का कंगन होता

"chakravartee samrat shree shree sahastranjun " 
**********haihay vansh*********

KASH MAIN TERAY HASEEN HATH KA KANGAN HOTA
TOO BARAY PIYAR SAY, SHOOK SAY, MAAN KAY SAATH,

APNI NAZUK SI KALAI MAIN CHARHATI MUJH KO
AUR BAITABI SAY FURSAT KAY KHIZAAN LAMHON MAIN,

TU KISI SOCH MAIN DOOBI JO GHUMATI MUJH KO
MAIN TERAY HAATH KI KHUSHBOO SAY MEHEK SA JAATA,

TU KABHI MODE ME AA KAR MUJHE CHOOMA KARTI
TERAY HONTOON KI HIDDAT SAY DEHEK SA JAATA,

RAAT KO JAB BHI TU NEENDOON KAY SAFAR PAR JAATI
MARMARIEEN HAATH KA TAKIA BANAYA KARTI,

MAIN TERAY KAAN SAY LAG KAR KAEE BATAIN KARTA
TERI ZULFON KO, TERAY GAAL KO CHOOMA KARTA,

JAB BHI TU BAND QABA KHOLNAY LAGTI JAANA
APNI AANKHOON KO TERAY HUSN SAY ZAKHEERA KARTA,

MUJH KO BEITAAB SA RAKHTA TERI CHAAHAT KA NASHA
MAIN TERI ROOH KAY GULSHAN ME MEHEKTA REHTA,

MAIN TERAY JISM KAY AANGAN ME KHANAKTA REHTA
KUCH NAHI TO YEHI BENAAM SA BANDHAN HOTA,

KASH MAIN TERAY HASEEN HATH KA KANGAN HOTA...!!! - See more at: http://poetrysync.blogspot.in/2013/07/a-hindi-love-and-romantic-ghazal-for.html#sthash.GFBFFUpv.dpuf

काश  मैं  तेरे  हसीं  हाथ  का  कंगन  होता
तू  बड़े  प्यार  से , शौक  से , मन  के  साथ ,

अपनी  नाज़ुक  सी  कलाई  मैं  चढ़ाती  मुझ  को
और  बेताबी  से  फुर्सत  के  खिज़ां  लम्हों  मैं ,

तू  किसी  सोच  मैं  डूबी  जो  घुमाति   मुझ  को
मैं  तेरे  हाथ  की  खुशबू  से  महक  सा  जाता ,

तू  कभी  मोड  में  आ  कर  मुझे  चूमा  करती
तेरे  होंटों  की  हिद्दत  से  देहेक  सा  जाता ,

रात  को  जब  भी  तू  नीदो   के  सफ़र  पर  जाती
मलमली   हाथ  का  तकिया  बनाया  करती ,

मैं  तेरे  कान  से  लग  कर  कई  बातें  करता
तेरी  जुल्फों  को , तेरे  गाल  को  चूमा  करता ,

जब  भी  तू  बंद  किवाड़  खोलने  जाती
अपनी  आँखों  को  तेरे  हुस्न  से  ज़खीरा  करता ,

मुझ  को  बेताब  सा  रखता  तेरी  चाहत  का  नशा
मैं  तेरी  रूह  के  गुलशन  में  मेहेकता  रहता ,

मैं  तेरे  जिस्म  के  आँगन  में  खनकता  रहता
कुछ  नहीं  तो  येही  बेनाम  सा  बंधन  होता ,

काश  मैं  तेरे  हसीं  हाथ  का  कंगन  होता
काश  मैं  तेरे  हसीं  हाथ  का  कंगन  होता

 (प्रदीप सिंह टामेर) 
join me (on google+)